Β π΅π°Pakistan mein gareeb tabqay ki madad ke liye Punjab government ne aik zabardast initiative start kiya hai jiska naam hai Maryam Nawaz Rashon Card 3000. Is scheme ke zariye eligible families ko rashan aur monthly relief diya ja raha hai. Agar aap bhi is government program se faida uthana chahte hain toh yeh article aap ke liye bohat mufeed hai. Yahan hum detail mein batayein ge ke 8123 SMS Verification kaise hota hai, eligibility kia hai aur is card se aap ko kya faide miltay hain.

What is Maryam Nawaz Rashon Card 3000?
πMaryam Nawaz Rashon Card 3000 Punjab government ka ek welfare program hai jisme gareeb aur deserving families ko har mahina 3000 rupay ka rashan ya subsidy di jaati hai. Is program ka maqsad mehengai ko control karna aur logon ki basic zarurat ki cheezain asaani se available karwana hai.
READ MORE: Punjab Rashan Card Payment Detail & Digikhata Account Registration Guide (2025)
Benefits of Maryam Nawaz Rashon Card 3000
πAayein dekhte hain ke is card se aap ko kya faide milte hain:
Benefit | Detail |
Rashan Subsidy | Har mahina 3000 rupay ka rashan |
Asani se Verification | Sirf SMS ke zariye asani se check |
Mehengai mein relief | Daily use items sasti milti hain |
Transparent Process | Asaani se eligibility check kar sakte hain |
Yeh program sirf un logon ke liye hai jo waqai zarurat mand hain aur jin ki income kam hai.
How to Apply for Maryam Nawaz Rashon Card 3000?
β¨Aap ko kisi bhi office ya line mein lagne ki zarurat nahi. Sirf 8123 SMS Verification ke zariye apni eligibility asaani se check kar sakte hain.
8123 SMS Verification Process for Rashon Card
π²Agar aap Maryam Nawaz Rashan Card ke liye apply karna chahte hain toh ye simple steps follow karein:
- Apna CNIC number likhein
- Isay 8123 par SMS karein
- Kuch dair mein aap ko confirmation ya eligibility ka message mil jaayega
Note: SMS sirf registered SIM se karein jo aap ke CNIC pe hai.
8123 SMS Status Check – Maryam Nawaz Rashon Card 3000 Scheme
πBohat se logon ka sawal hota hai ke agar 8123 SMS Verification ka reply na aye toh kya karein? Agar aap ko koi message nahi milta ya pending show ho raha hai toh:
β Thori dair baad dobara try karein
β Network ki coverage check karein
β Agar masla barqarar rahe toh local BISP ya Punjab Social Protection office se rabta karein
Eligibility Criteria for Maryam Nawaz Rashon Card 3000
β Yeh scheme sirf un logon ke liye hai jo:
- Pakistan/Punjab ke resident hain
- Ghareeb ya low-income families hain
- CNIC valid hai
- Pehlay kisi aur government relief program se faida nahi uthaya
Frequently Asked Questions (FAQs)
Q1: Maryam Nawaz Rashon Card kab milay ga?
Agar aap eligible hain aur verification complete ho gayi hai toh aap ko SMS ke zariye inform kiya jata hai. Iske baad aap designated store se rashan le sakte hain.
Q2: Kya Maryam Nawaz Rashon Card 3000 free hai?
Jee haan, yeh scheme bilkul free hai. Aap ko sirf 8123 par SMS bhejna hota hai.
Q3: 8123 par SMS karne ka koi charge hai?
Nominal SMS charges lagte hain, lekin verification bilkul simple hai.
Q4: Rashon Card ki delivery kaisay hoti hai?
Aap ko physical card mil sakta hai ya aap ko CNIC ke zariye authorized store se rashan diya jata hai.